Ek tooti hui Zanjeer ki....!! SMS shayari

2011-07-16

Top Blogs

Ek toti hoe zanjer ki faryad hen hm,
or duniya smjti he k azad hen hm.
is chaht ny hme diya he keya he.
Kal b brbad thy or aj b barbad hen hm.

Mjh na Saans aati hai ,,,Na mera dum Nikalta hai....!!

2011-07-15

Top Blogs

Mje na saans Ati hy na mra dm niklta hy
Mgr ye bech ka alam bht tklef dta hy
Smndr na niglta hy
Na sahil pr ptkhta hy
Mgr ye dobna ubhrna boht tklef dta hy
Jo tmBolo snwrjaæn
Jo tmBolo bkhrjaæn
Mgr ye
totna jurna bht tklef dta hy
Jo tm mano to btlaæn
Jo tm smjo to smjaæn
Tmarebin adhorapn bht tklef dta hy

Aaj Uski Aankhon Se B Behta Kajal Dekha.....!! Sad Shayari

2011-07-14

Top Blogs

Aankh Ne Raat Jab Ek Chand Mukamal Dekha,

Phr Smandr Ko B Hote Hoe Pagal Dekha,

Raat Bhr Der Talak Ki Tri Baatein KhdSe,

Raat Bhr Samne Chehra Tra Pal Pal Dekha,

Aaj Yaadon Ki Ghta Toot K Brsi Dil Pe,

Aaj HmNe B Barsta Hoa Badal Dekha,

Hafza Cheen Lya HmSe Ghm e Dunya Ne,

Aaj Hm BholGæ Usko Jse Kal Dekha,

Ek Lrki Thi K Bht Hansti Thi,

Aaj Uski Aankhon Se B Behta Kajal Dekha..

K Jitna Yaad Aate ho.....!! SMS shayari

2011-07-13

Top Blogs

Main us se kch nahi kehta.....
Fqat itni guzarish hy.
...,
Bus utni baar mil jao.....
K jitna yaad aatay ho.

Kya Lage Aankh K Phir Dil Mein Samaaya Koi...!! Awesome Poetry

2011-07-12

Top Blogs

Kya Lage Aankh K Phir Dil Mein Samaaya Koi
Raat Bhar Phirta Raha Hai Is Sheher Mein Saaya Koi

Fikr Yeh Thi K Shab-E-Hijr Kategi Kyunkar
Lutf Yeh Hai K Hamein Yaad Na Aaya Koi

Shauq Yeh Tha K Muhabbat Mein Jalenge Chhup Chhap
Ranj Yeh Hai K Tamaasha Na Dikhaaya Koi

Sheher Mein Hamdam-E-Dereena Bahut The ‘Naasir’
Waqt Padne Pe Mere Kaam Na Aaya Koi