Kahan chale ho Mohabbat Khareedne pyaare....!!
Khizaan raseeda chaman main bahar mushkil hai
Tumhare baad kahen aithbaar mushkil hai
kise se is lye dushwar hai kaFa hona
Manane hum ko bhe yar mushkil hai
Ajeed raz-e-junoon tha jo mere dil pe khula
Tere gali main bhe akar Qaraar mushkil hai
Hmara koun hau ehl-e-jafa ke basti main
Milega hum ko koi gum gusaar mushkil hai
Kahan chale ho MOhabbat khareedne pYARE
Bagair sood ke milna udhaar mushkil hai
Dar Ba Dar ki saza se Darte hain......!!
2011-06-28
Kuch tou Mohabbat se sila Mile.....!!
Teri Awaaz Tabaah-e-DIl me goonj uthi....!!
Subscribe to:
Posts (Atom)
