Jitne Humdard Dost

2010-03-20

Top Blogs

Chandni, Jheel Na Shabnum Na Kanwal Mein ho ga...

Ab Tera Aks Faqt Meri Ghazal Mein ho ga...

Aur Ek Saans ko Jeene ki Tamanna kar len...

Ek lamha to abhi Dast e ajal Mein ho ga...
Rakh Maazi ki Karedu na palat k dikhun...
Aj kal din b hua gum to wo kal main ho ga...
Q kisi mor pe ruk ruk k sada dain usko...
Wo to masroof musafat k 
...amal main ho ga...
Us ko neendon k nagar main na basao wasi...
Warna shamil wohi neendon k khalal main ho ga...


0 comments:

Post a Comment