Nazar aati hai ..!!

2011-04-23

Top Blogs
raat ke is andhiyare main,
jab yaad kisi ki aati hai,
sankdon dipak jaal uthte hain,
aur tasveer tumhari nazar aati hai;
kehene ko to saab kehete hain,
kami hai kis baat ki, lekin,
jab har shab sochti hun to,
jholi khali hi nazar aati hai;
mar gayi hun fhir bhi,
har kam jindadili se karti hun,
dekhte hain aye jindgi,,
is hansi ke peechee kitnon ko,
meri maut nazar aati hai.........