Pyar Ki Kahani .....!!

2011-04-27

Top Blogs


AjaB kahani the shayad

meri hee zaBaNi the



ik Larki wo anjani the

beygaAni the

an chui si



woh chui mui si janey

kahan kasey kaB takra gayi



mujh ko bha gayi

pher kuch aisa hua kay

bAaTein huin



choti woh Lambi raAtEin huein



GuriyA aur main aksar doNo GhantoN GhantoN Bethey yunhi



bAaTein kya kartey they



janey kaB kyun EhsaAs hua



muj ko usi kay paAs hua



GuriyA us din shayad na ayi the



jaAn meri pe ay bAn ayi the



tarPa tarSa behka main



pershan hua saAn lena

muj per muhaAl hua



ehsaAs hua mujh ko us din tab ho Gayi mujh ko muhaBbAT aB



dhoOnDa main nay intazaAr kiyA



raAt woh sari din bhe apna Baeykar kya



bechain hua nadaAn hua

phr shaAm huyi

GuriyA wapis ayi



phir main nay GuriyA ko bATlAyA



jatlaya usko behlayA



kaha GuriyA ko



sunO Gur|yA tUm say muhaBBat bohat hai mujh ko Buhat hai



bus muj ko tUm say muhaBBat hai



GhaBryi the GuriyA



sharmiyE bhe the



kahin door ja kar simti the



phir GhaBrai woh



peshan hui



kuch dair ko GuriyA chup ho kar



phir mujh sai wo mukhatiB hui





na mil paoN Ge toh kyA karo Gay



socha main nay to jaAn nikli



bey inteha nikLi

bAaRHA Nikli



chup raha Nahe bola kuch



phir yuUn hua kay

justuju us ko huyi



khamOSH si GuriyA bholi bhali si



ik din muj say kehney Lagi



yuUn tUm sai bAaTein karti hoOn



bekaAr yeh raAtEin Karti hoOn



tUm say kehti hoOn



main na yuUn dil main rakhti hoOn



haAn main Yun K muhaBBat tUm say karti hoOn



par mudassar junOoN tUmHAREY sey derti hoOn



yuUn Laga muj ko taB SeEraB hua Yeh sehra aB



main uTha khushi say naAch gayA



dil mera zoR say dharkha taB



poocha pher yun shararat say main nay jaB



kaho Gur|yA kyun Leti ho imtehaAn aB?



GuriyA hasti muskurati

sharmati bAl khati

uthi phir chal di par



jatay jatay muj ko keh gayi



ik anjaAn bAaT



BoLi Gur|yA 

meri majBoOri



kaBhe ho Ge na yeh aAs poOri



main tha juNoOn main andha pagaL



majnu bAnA main

ranjha GhayaL



jawaB diyA usey hosLa diyA



phir din raAt main nay Mehka diyA



phr wasii he hotein BAaTien thein



khamOsh si LamBi raAtEin thaein



hum doNo Thay bus hum BonO



aur hamari muhaBBat ki bAaTein thein



phir yun hua kay Gur|yA ka jana hua



ik khiley phoOl ka murjhana hua



mdri zinDaGi gayi meri Qismat Gayi



mera junoOn meri wehshat gayi



khali haAtH kashkoaL liyE



main dar dar talash

main uski bhatka

dhoOnda bohat par mili nahe Gur|yA



khali pait nangey PaOn

tapTi rait



pairoN main phr Chaaley AyE



jeEnA pher dushwaAR hua



muj ko us din uska dEeDaR hua

main phatey Puraney HaLoOn main



paoN main parey ChaAlOn main



Lambi daAri Mailey Kaprey



ukhri saAnsien Par

chamki AAnkhain



dekha main nay jaB Gur|yA ko jaB



paAs gaya Gir Gir jaB



poOcha Us ko janti ho



kya tUm ko Pehchanti ho



woh anjani si dEeWaNi si



bhooli si kisi pari si maysoomiyat say

muj ko kehti hai



aye Jogi tu to Adh Mara sa



muj ko kaisey janta hah



kaisey tu pehchanta hai



main na janOo kaun hai to



tha'tka main phir Larkharaya 



haAtH main us ka AnchaL ayA



Gir para phir tarap kay main



ik nazar jo usko dekha tB



anchaL usnay jhatkayA



daman apna bachayA



ja rahi the thamey kisi ka haAtH



chor ker mera sang aur sath



saansatki darkana band hua



palkein MoOnDhEin jaAn nikli the



Lash ko meri Phr uthayA jaB



na Qafan Na GhusaL bin Kiye yeh saB



dafna aye muj ko Jogi chaAr



shayad kay they Wo marey YaAr



qaBaR meri bhe kaCHi the



meri muhaBBat bhe dafan Huyi



Bin GhusaL he woh bhe dafan Hui



woh kahani "GuriyA aur abbas" ki phir yuun KhataM Huyi. . . . .