Khwabon ko Paani Banakar Legaya hai kya karun....!!

2011-05-25

Top Blogs
Khawab Ko Paani Banakar Le Gaya Hai Kya Karoun
Woh Meri Neendein Udaa Kar Le Gaya Hai Kya Karoun 

Woh Jo Meethi Neend Ke Maanind Aaya Tha Kabhi
Mere Sapne Hi Chura Kar Le Gaya
Behte Ashkoun Ko Toh Pallu Chahiye Tha Pyaar Ka
Woh Toh Daman Bhi Chuda Kar Le Gaya Kya Karoun
Ab Aayaa Hone Lage Hain Bekali Ke Daiereh
Rang Chehre Ka Chura Kar Le Gaya Hai Kya Karoun
Mere Saare Qatt Jala Ke Rakh Uss Ne Kardiye
Apni Tehreerein Utha Kar Le Gaya Hai Kya Karoun